|
Post by Sukhanwar on Jun 4, 2008 15:01:29 GMT 5
By poetraziathar nasik aur akhtar shumar ki aik yaadgar tasweer
|
|
|
Post by Sukhanwar on Jun 4, 2008 14:49:13 GMT 5
yeh tasweer rafi sahab puranay forum par paste ki thee aaj humain purani files main mili to socha yahan paste kar dain By poetrazi1984 ki is tasweere main right say left qamar raza shehzad, hussain sahar, razi ud din razi aur ghafar pasha mojood hain peechay jo dost kharray hain un main hamaray aqab main rafi tabasum bhi mojood hain
|
|
|
Post by Sukhanwar on Jun 3, 2008 22:52:40 GMT 5
AOA razi bhai is nazm ki keya tareef karo ke tareef ke alfaz bohat kam par jate hain itni khobsorat nazm ke liye jab pichle board par yeh nazm ap ne lagei thi us waqt bhi aik bat ap se share karni chahta tha magar phir jane kion reh geya aj kar raha hon shayd is husne itfaaq s eap ko andaza ho ke yeh nazm mere liye kitni aham ban gai he jis din ap ne pichle board par yeh nazm lagei thi us se aik ja do din pehle meri kisi se guftagu ho rahi thi aur me ne use aik jumla kaha ke me asmaan par jaha jaha dekhta ho,n mujhe ap hi nazr atte ho wo badal ho ja sitare har siatre me mujhe ap ka hi chehra dikhei deta he aur is bat ko jane kis jazbe ke teht me ne do 4 bar dihrya to us ne mujhe kaha ke yeh ho nahi skata itfaaq se usi roz ja agle roz ap ki yeh nazm us bord par parhi aur me ne copy kar ke use mail ki ke dekho jo bat me ne faqat lafz me kahi thi wo mere ustad jese dost ne nazm me keh dali ..... aur isi hawale se mujhe yeh nazm bohat azeez he chamane qalb ke sare phool ap ke husne kalam ki nazr waslam mukhlis ramishjaan ramish ji aap ny jo waaqia sunaya us par lutf aa gia hota hy aysay hi baaz auqaat k hamaray dill ki baat koi aur nazm kar jaata hy khushi hui k aap k dill ki baat ko main ny nazm kar dia thanx razi
|
|
|
Post by Sukhanwar on Jun 3, 2008 22:50:11 GMT 5
Haqeeqatan yeh aik la jawaab nazM hai ,... Aur apni misaal aap hai ,.... daad ke saare gulshan iss nazM ke naaM ,... shukria kanwal k aap ny daad main yeh phool hamari nazr kia thanx razi
|
|
|
Post by Sukhanwar on Jun 3, 2008 22:45:57 GMT 5
neha aap ki nazm khoobsoorat hay aap boht din baad bazm main aain aur mudat baad aap ki poetry parhnay ko mili thanx razi
|
|
|
Post by Sukhanwar on Jun 3, 2008 22:43:26 GMT 5
boht yaad gaar tasweer hay yeh john sahab ki shakhsiat aik dilchasp rukh saamnay aaya tha is tasweer k zariay aur yeh tasweer adabi halqon main boht din zair e behas rahi thanx razi
|
|
|
Post by Sukhanwar on Jun 2, 2008 9:31:45 GMT 5
khoobsoorat nazm hay mukhtasir magar achoota khyaal daad hazir hy thanx razi
|
|
|
Post by Sukhanwar on Jun 2, 2008 9:18:15 GMT 5
Waah Razi bhai, taqribun aik saal pehle kee post hui ghazal ko log dhooNdh kar daad paish kar rahe haiN, tau waqai iss meN koi baat hai. ghazal be had pasaNd aayi. aik manjhaa huvaa andaaz.e.takallam. daad! shukriya Naheed waqayi naheed ji humain khud hayrat hui k yeh aik saal purani ghazal doston ny forum k malbay sy kaysay dobara dhoond li aur yeh kamal aatif sahab ka aap ny pasandeedgi ika izhar kia shukria razi
|
|
|
Post by Sukhanwar on Jun 2, 2008 9:15:53 GMT 5
chahtaay hain keh razi baat kabhi tum say karain or yeh forum ki bhii dewaar nahein chahtaay hain yeh sher aik sunaat main hay chahtay hain say shurooh hua or chahtaay hain per khatum hua.tumharaay aakhri sher ki taray.main tu lafzii qalabazyoon per daad doon ga. suhail bhai is shair ki yeh khoobi zahir hay ap k siwa kon jan sakta tha ab to sanaat gari waysay hi khatm ho rahi hay pazeerai ka shukria razi
|
|
|
Post by Sukhanwar on Jun 1, 2008 16:42:56 GMT 5
bohat khushi hui rafi bhai k aap nay aik messenger main sukhanwar k liay room bana lia yaqeenan is say arakeen main hum aahangi mazeed barhay gee aur aik doosray sy raabta barhay ga main ny messenger download to kia magar us mainkoi eror aa gia hay aaj phir try karoon ga thanx razi
|
|
|
Post by Sukhanwar on Jun 1, 2008 16:37:52 GMT 5
khoobsoorat column hy maloomat main izaafa hua thanx dear razi
|
|
|
Post by Sukhanwar on Jun 1, 2008 9:38:04 GMT 5
AOA shukriya razi bhai itni aham aur khobsorat iatlaat se muataala karne ke liye waslam mukhlis ramishjaan[/size] ramish ji yeh italaat nahi hain mazmoon hay kanwal ki kitab par
|
|
|
Post by Sukhanwar on Jun 1, 2008 9:33:28 GMT 5
kabhii huaa hi naheen koii rabita tum say yeh lag raha hay tri haikri salamat hay bhi ji aap ki nokri salaamat hay naa?
|
|
|
Post by Sukhanwar on Jun 1, 2008 9:28:22 GMT 5
rafi bhaai boht achi ghazal hy aap ki asal main ab tak yeh practice rahi hy k aik shair walay board main log takheer sy pohanchtay hain aap apna taaza kalam andaz e bayan main hi dia karain jab yahan discusion ho jaay to phir usay wahan shift kar dia jaay ga aap ki yeh ghazal bhi aap ki deegar ghazlon ki tarah khoobsoorat hay aap k haan munfarid radeefon k istamaal sy jo mazameen ka tanawo payda hota hy woh is ghazalmain bhi mojood hy thanx razi
|
|
|
Post by Sukhanwar on Jun 1, 2008 9:20:55 GMT 5
ramish ji hamari janib sy bhi aap ko dill ki gehraaion sy salgira ki mubarak baad dua hy k aanay walay din aap kliay sehat aur salaamti ka pyaam laain thanx razi
|
|