|
Post by Atif Mirza on Jun 21, 2009 18:24:42 GMT 5
Pakistan kay maaroof shaer Qamar Raza Shehzad kay walid aaj inteqal kar gaay haiN. Sukhanwar Qamar Raza kay gham maiN barabar ka shareek hai. Janazay ki namaz aaj shaam 9 bajay Kabir Wala, Distt Khanewal maiN ho gia.
Inna Lillah-i-wa-Inna Ilaihi Rajioon
|
|
|
Post by Atiq-ur-Rehman Saffy on Jun 21, 2009 19:03:48 GMT 5
Inna Lillah-i-wa-Inna Ilaihi Rajioon Allah tala Mohtram Qamar Raza Shahzad Sb kay walid-e-Mohtram Ke Maghfirat Farmain Aur unhain Jannat ul fairdaus mein buland muqam aata farmain, Aameen, Dua Goo, Atiq-ur-Rehman Saffy
|
|
jooni
sukhanshanas
Posts: 480
|
Post by jooni on Jun 22, 2009 1:19:44 GMT 5
Qamar Sahib,
Allah Ta'ala aap k walid-e-marhoom ki maghfirat ferma'ey aur aap ko aur deegir ehl-e-khana ko sabr-e-jameel ataa ferma'ey! Aameen.
|
|
|
Post by Ramin Mughal on Jun 22, 2009 16:40:25 GMT 5
|
|
|
Post by Atif Mirza on Jun 23, 2009 20:49:00 GMT 5
0300 6343292 ْQamar Raza Shehzad ka ph no.
|
|
|
Post by uzair143 on Jun 24, 2009 11:36:58 GMT 5
bout afsoos houa
|
|
|
Post by Rafi Tabasum on Jun 24, 2009 21:24:54 GMT 5
INNA LILAHE WA INNA ELAIHIRAJEEOON ham dukh ki is ghari maiN Qamar bhai ay saath haiN
|
|
|
Post by Sukhanwar on Jun 25, 2009 23:31:29 GMT 5
qamar k walid kay intqaal ki khabar main ny hi doston ko dee magar na jaanay kion is thread par taziat k jumlay tehreer kartay huay mujhy kuch samajh nahin aa raha k kia likhoon meri aur qamar ki dosti koi 30 saal per muheet hay aur itna hi arsa un k walid k saath taaluk ka hy aik bohat muhabat karnay walay insaan adab k saath un ki jo wabastgi thee yeh usi ka nateeja hy k qamar aur us k donon bhaaion ka bhi kitab aur shair o adab sy taaluk hy qamar sy aaj bhi mayri mulaqaat hui hy hum dua go hain k usay yeh dukh bardaasht karnay ka hosla naseeb ho
|
|
|
Post by shahkaar on Jun 28, 2009 11:41:19 GMT 5
ÇäÇ ááÀ æÇäÇ ÇáیÀ ÑÇÌÚæä
|
|