maya
rukn
Posts: 143
|
Post by maya on Apr 21, 2009 13:04:40 GMT 5
Yea Zulm kis nay keya...?
riwayattoun ki kaal kothri kay janmay howaoun ko apnay he boojh sy bojhal howoun ko mai kiun kar zalim kahoun..? magr yea zulam kis nay keya? mai zainda thy kesi nay na meri ankhoun mai jahnka.. na dharkan suni aur meri mout ki munaadi hoi Murdoun ki basti main mujko jo aye ajjab mout thy... keya ajab mout thy.... phir kesi bay dam kay hatoun nay kaffan day dea meri matti ko baraf ki saleeboun main zinda dafan kar dea... yea zulm kis nay keya?
fatimah
|
|
zaki
sukhanshanas
Posts: 446
|
Post by zaki on Apr 28, 2009 9:55:56 GMT 5
Yeh Zulm kiss ne kia .... Bahut khoob Fatimah ... Really nice sharing ... Sada Khush raheay ...
|
|
|
Post by dr.najma shaheen on Jan 21, 2010 11:06:03 GMT 5
kaisay kahoon keh yeh khoobsurat hay,, balkey yeh to dunya ki badsurat haqeeqat hays
|
|