maya
rukn
Posts: 143
|
Post by maya on Oct 6, 2007 20:05:57 GMT 5
Fanna ki kahani...
Khizaan kay mousam main Main Khushk pattoun kay farsh per chali Tu main nay jana Kay meray poun kay nechay anaya wala Har aik patta patta 'fanna ki kahani' suna raha tha....
fatimah
|
|
|
Post by Rafi Tabasum on Oct 6, 2007 22:17:29 GMT 5
Wahhhh Khoobsoorat nazm Fatimah ji daad qabool farmaiay
|
|
|
Post by Atif Mirza on Oct 7, 2007 12:53:34 GMT 5
Achhi Nasri kawish hai. Nazm tau nahin kaha jasakta. Khoobsurat
|
|
maya
rukn
Posts: 143
|
Post by maya on Oct 9, 2007 10:21:39 GMT 5
Rafi Tabsaum Sahib apka bay had shukria waslam fatimah
|
|
maya
rukn
Posts: 143
|
Post by maya on Oct 9, 2007 10:26:55 GMT 5
Achhi Nasri kawish hai. Nazm tau nahin kaha jasakta. Khoobsurat Atifa Mirza Sahib es nasri kawish ko parhanay aur pasand krnay ka shukria.mera expression nasr ki tarf he mayel hay.main unhi logoun mai sy hun jo catagories ni kr paatay k wo kis hayeatt mai kah rahy hain.zeada dehan esi janab chala jata hay k kia kah rahay hain. bohat shukria waslam fatimah
|
|
|
Post by Sukhanwar on Oct 9, 2007 10:43:17 GMT 5
achi kaawish hay fatima ji bohat khoob thanx razi
|
|
maya
rukn
Posts: 143
|
Post by maya on Oct 17, 2007 23:08:03 GMT 5
bohat nawazish Razi Sahib
|
|
|
Post by Aqeel Malik on Nov 13, 2007 19:50:02 GMT 5
ap kay han is nazm(agar kahin tu warna is ko nasr para kehna chaheay) tasawuf ki jhalak dikhae dayti hay jahan aik salik manzil e fana ka khahish mand hay ye khahish agar cheh khushk paton ki waja say manfi rujhan dayti hay kiun keh fana salik ki khahish hay khair mehnat aur matalia say ap ka wijan ap ko rah dikhaeay ga magar riazat shart hay
|
|
zaamin
ibtidaai rukn
Posts: 69
|
Post by zaamin on Nov 16, 2007 4:05:38 GMT 5
bahut hasaas aur khoobsoorat khayaal,fatimah saahiba daad haazir hai
zaamin
|
|
maya
rukn
Posts: 143
|
Post by maya on Nov 27, 2007 20:23:30 GMT 5
ap kay han is nazm(agar kahin tu warna is ko nasr para kehna chaheay) tasawuf ki jhalak dikhae dayti hay jahan aik salik manzil e fana ka khahish mand hay ye khahish agar cheh khushk paton ki waja say manfi rujhan dayti hay kiun keh fana salik ki khahish hay khair mehnat aur matalia say ap ka wijan ap ko rah dikhaeay ga magar riazat shart hay Aqeel Malik sahib salam hamaray han be esko wohi kaha jata hay jo apkay han kaha jata hay main es baat per mussir nahi kay yea nazam hay.ap nay dilchaspi kay sath parha,aur apkay es ezhaar per mai apki mamanoon hun. waslam Fatimah
|
|
maya
rukn
Posts: 143
|
Post by maya on Nov 27, 2007 20:29:35 GMT 5
bahut hasaas aur khoobsoorat khayaal,fatimah saahiba daad haazir hai zaamin apka bay had shukria waslam fatimah
|
|
maya
rukn
Posts: 143
|
Post by maya on Nov 29, 2007 12:45:17 GMT 5
Jee Sunita didi apka baya had shukria waslam
|
|
|
Post by kanwal on Dec 2, 2007 1:53:15 GMT 5
Fanna ki kahani...Khizaan kay mousam main Main Khushk pattoun kay farsh per chali Tu main nay jana Kay meray poun kay nechay anaya wala Har aik patta patta 'fanna ki kahani' suna raha tha.... fatimah bohat khoob Fatima sis ,... Khuda aapko sadaa khush rakhe ,... Daad ke phooL aapki nazR ,...
|
|
maya
rukn
Posts: 143
|
Post by maya on Dec 11, 2007 13:33:25 GMT 5
bohat shukria apka kanwal Aapa
waslam
Fatimah
|
|
|
Post by Atif Mirza on May 9, 2008 18:08:07 GMT 5
Atifa Mirza Sahib es nasri kawish ko parhanay aur pasand krnay ka shukria.mera expression nasr ki tarf he mayel hay.main unhi logoun mai sy hun jo catagories ni kr paatay k wo kis hayeatt mai kah rahy hain.zeada dehan esi janab chala jata hay k kia kah rahay hain. bohat shukria waslam fatimah Fatimah ji! Aap ki baat mujhay bahut bhaaiee, khaStaur per aap ka musbat andaaz. Keep it up
|
|