|
Post by nazghazal on Mar 27, 2010 16:00:19 GMT 5
arey aap sab kahan ghaaib hain?
is qadar khamoshi is qadar sannaata kyun hai?
aap sab theek to hain na?
aap sab bohot masroof sahi laikin.....
laikin kabhi kabhaar to "ghar aana" chaahiye.....
naz ghazal
|
|
|
Post by Atif Mirza on Jul 9, 2010 18:54:50 GMT 5
Bibi aap loag aatay hi nahiN tau sannata ho ga hi!!!!!!
|
|
|
Post by Sukhanwar on Apr 7, 2011 14:05:29 GMT 5
sannat khatm ho gia naz ghazal sahiba .. sub ghar laut aay hain
|
|