|
Post by Sukhanwar on Jun 16, 2007 9:36:23 GMT 5
uneza ji aap ko saalgira mubarak ho dua hy k aap sada sehat aur salaamti k saath rahain main sukhanwar k tamaam doston ki janib sy aap ko salgira ki mubarak baad paysh karta hoon thanx razi
|
|
|
Post by Tanweer on Jun 16, 2007 11:17:55 GMT 5
Uneza Sahiba !
Hamari janib say bhi Salgiraah mobarik ho aapko.
Tanweer
|
|
|
Post by azeezbelgaumi on Jun 16, 2007 11:41:02 GMT 5
uneza ji aap ko saalgira mubarak ho dua hy k aap khush o khurram rahain. main apni janib sy aap ko salgira ki mubarak baad paysh pesh hai. shukran jidda azeezbelgaumi
|
|
|
Post by Rafi Tabasum on Jun 16, 2007 22:44:12 GMT 5
Saalghera Mubarak ho Uneza
|
|
tarana
ibtidaai rukn
Posts: 62
|
Post by tarana on Jun 17, 2007 2:34:37 GMT 5
Uneza jee aap ko Bohot bohot Salgirah mubarak ho. Allah talah se dua go hain k Aap ko sehat aur tandrusti se bherpoor zindgee ata fermain aur aap k qadam qadam per kamyabi aap ka saath de (Aameen)
|
|
|
Post by uneza on Jun 17, 2007 2:44:12 GMT 5
Aslam O Alykom , aap tamam aziz doston ki behad mashkoor hon jinhoon ne khasara ko duaon main yaad rakha Allah tala aap sab ka hami o nasir ho apki tmamtar naik khuahishaat or duaon ka bohat bohat shukriya duaon main hamesha yaad rakhiy ga mohtaje dua Uneza Ahmad
|
|
|
Post by ramishjaan on Jun 18, 2007 1:24:46 GMT 5
AOA bohat hi azeez behna uneza Aap ko meri janib se salgira ki bohat bohat mobarik ho ALLHA kare ane wale tumam saal Aap ke liye sehat barkate khushiya aur neematye le kar aye ameen waslam ap ka bhai ramishjaan
|
|
|
Post by kanwal on Jun 18, 2007 1:47:25 GMT 5
Salam Uneza sis,...
Maazrat ke bar waqt aapko wish nahiN kar saki, Meri dua hai ke Khuda aapko har khushi ataa kare, aur aapko sehat waali lambi umr ataa kare, Aur har saal aapke liye babarkat ho,.... Ameen
|
|
|
Post by uneza on Jun 18, 2007 4:57:53 GMT 5
Aslam o alykom shukriya bhai jaan apki is bepnah muhabat or duaon ka boha bohat shukriya Allah tala apka shfeeq saya hamesha mere sar pe salamt rakhe or khuda mujhe tofeeq day jo apki shafqat or muhabat ka haq adaa kar sakoon ameen sum ameen apki behan Uneza
|
|
|
Post by HASIB RANA on Jun 19, 2007 12:23:52 GMT 5
uneza ji aap ko saalgira mubarak ho dua hy k aap sada sehat aur salaamti k saath rahain main sukhanwar k tamaam doston ki janib sy aap ko salgira ki mubarak baad paysh karta hoon thanx razi
HAPYBIRTH DAY TO U ............
WISH U ALL THE BETS
BE HAPPY n KEEP SMILING MAY ALLAH BLESS U
[/COLOR][/SIZE]
|
|
|
Post by uneza on Jun 19, 2007 17:50:40 GMT 5
Aslam o Alykom, thnx friends ap sab ki duaon ka bohat shukriya Allah tala aap sab ko beshumaar khushion se nawazay Ameen Sum Ameen Uneza Ahmad
|
|
|
Post by sunita on Jun 19, 2007 18:48:59 GMT 5
Uneza jee muaafi chaahti hun ki kuch haalat aise ho gaye hain jo mehfil main aa nahin sakti.meri duaa hai Allah aap ko dheron khushiiyaan de aur sehatmand zindagi ataa kare.aameen.khush rahen.dheron mubaarakbaad meri aur se.
|
|
|
Post by farooqi on Jun 20, 2007 0:36:43 GMT 5
wishing ua very happy blated birthday uneza g !
|
|
|
Post by loveable on Jun 22, 2007 14:29:06 GMT 5
uneza ji aap ko saalgira mubarak ho dua hy k aap sada sehat aur salaamti k saath rahain main sukhanwar k tamaam doston ki janib sy aap ko salgira ki mubarak baad paysh karta hoon thanx razi Happy Birth Day To u UNEZA JE ....... ALLAH TA-ALA ApKo Is Naey Saal Main Apni Rehmaton Aor Berkaton Say Nawazey . Ameen MANY MANY HAPPY RETURNS OF The DAY
|
|
Nadia
ibtidaai rukn
Posts: 66
|
Post by Nadia on Jun 26, 2007 17:53:32 GMT 5
sorry uneza ji wish karne mein kafi takhir ho gayi.
meri janib se app ko janam din ki boht boht mubark ho
|
|