|
Post by Sukhanwar on Nov 17, 2007 0:26:59 GMT 5
tarana ji aaj aap ki salgira hy hum aap kois moqay par dili mubarak baad paysh kartay hain aur dua kartay hain k aap sada khush o khuram rahain bohat see nayk khaahishat is moqay par aap k liay thanx razi
|
|
|
Post by Rafi Tabasum on Nov 17, 2007 0:41:00 GMT 5
Salghera mubarak ho Tarana ji
|
|
|
Post by Tanweer on Nov 17, 2007 13:57:27 GMT 5
Tarana SahibaH!
Hamari janib say bhi aapko, apki Salgirah Mobarik ho, dua hay k es din ki khushiyan apki aanay wali zindagi ko bhi yon he mo'atar, khush^kun aur kamyaab banaey.
Tanweer
|
|
|
Post by sunita on Nov 17, 2007 14:53:31 GMT 5
Tarana ji meri duaa hai ki Allah aap ko zindagi main har khushi de, aap ki sehatmand lambi umr ho, aur aap hamesha khush rahen.aameen.
|
|
tarana
ibtidaai rukn
Posts: 62
|
Post by tarana on Nov 17, 2007 18:14:36 GMT 5
tarana ji aaj aap ki salgira hy hum aap kois moqay par dili mubarak baad paysh kartay hain aur dua kartay hain k aap sada khush o khuram rahain bohat see nayk khaahishat is moqay par aap k liay thanx razi JazakAllah razi bhai..bohot bohot shukriya yaad rakhnay ka...aap logon ki duaon ka shukriya Allah talah aap sab ko khush rakhay duaon Ki talib......
|
|
tarana
ibtidaai rukn
Posts: 62
|
Post by tarana on Nov 17, 2007 18:16:11 GMT 5
Salghera mubarak ho Tarana ji Rafi jee bohot bohot shukriya...Duaon main Yaad rakhiye ga..Allah talah Aap ko khush rakhay (Aameen)
|
|
tarana
ibtidaai rukn
Posts: 62
|
Post by tarana on Nov 17, 2007 18:17:58 GMT 5
Tarana SahibaH! Hamari janib say bhi aapko, apki Salgirah Mobarik ho, dua hay k es din ki khushiyan apki aanay wali zindagi ko bhi yon he mo'atar, khush^kun aur kamyaab banaey. TanweerTanweer jee JazakAllah BAs Aap logon ki duaon ki zaroorat he her lamha her dam....werna ham akele kis qabil....duaon ki taalib..
|
|
tarana
ibtidaai rukn
Posts: 62
|
Post by tarana on Nov 17, 2007 18:19:53 GMT 5
Tarana ji meri duaa hai ki Allah aap ko zindagi main har khushi de, aap ki sehatmand lambi umr ho, aur aap hamesha khush rahen.aameen. Sunita jee Allah aap ko khush rakhay bas isi tarah duaon me hameshaa yaad rakhiye......Allah sab ko khush rakhay aur sab per apna fazal Karay...(Aameen) duaon ki talib....
|
|
|
Post by kanwal on Nov 25, 2007 19:52:05 GMT 5
Tarana sis ,... Aapko salgira ki bohat bohat Mubarakbaad, Khuda aapka har pal KhushyoN se bhar de ,.....
|
|
|
Post by Tanweer on Dec 2, 2007 14:22:33 GMT 5
Tarana SahibaH! Hamari janib say bhi aapko, apki Salgirah Mobarik ho, dua hay k es din ki khushiyan apki aanay wali zindagi ko bhi yon he mo'atar, khush^kun aur kamyaab banaey. TanweerTanweer jee JazakAllah BAs Aap logon ki duaon ki zaroorat he her lamha her dam....werna ham akele kis qabil....duaon ki taalib.. Tarana Sahiba! Hasool-e-rizq k silsalay mein es pak aur muqadas sar^zameen par basera hay, har namaz mein, aur jab tofeeq aur bulawa hota hay haram-e-pak mein har musalman k liey dua kartay hein, Allah Tallah hamari duaon ko qabooliyat aata farmaien...Ameen. Khair Andesh, Tanweer
|
|