|
Post by Atif Mirza on Apr 8, 2008 0:19:19 GMT 5
Hooriya ka Birth day 10 Apr ko hai. Sukhanwar ki janib say Hooriya ko: -
|
|
|
Post by Rafi Tabasum on Apr 8, 2008 1:14:32 GMT 5
Horiya ji hamari janib say bhio salghera mubarak
|
|
Shaheen
rukn
From City of Eagles
Posts: 161
|
Post by Shaheen on Apr 9, 2008 19:10:07 GMT 5
Happy birth day Hooriya ji. Draz-e-umr kay liyay dua go haiN ham seb.
|
|
|
Post by riaz ahmed saraa on Apr 11, 2008 0:25:05 GMT 5
Hooria behn
asslaam o Alaikum
mairy taraf se aapko saalgirah ka din mubarak ho du'a hai k Allah tumhain hamisha khush o khurram rakhkhe aameen
du'ago
Riaz
|
|
|
Post by subhanoor on Apr 13, 2008 17:33:53 GMT 5
happpppppppppyyyyyyyyyyy birthhhhhhhhhhhhh dayyyyyyyyyyyyyyy 22222 uuuuuuuuuu meri janib sy bhi app ko dher sari duain aur dher sari mubarik bad app ki birth day par. umeed hai appko card mil gaya ho ga jo main kafi din pehly hi send kar chuki hoon keysa laga ..... ?? aur app nai kesy birth day celebrate kia zaroor hum sy share kijiye ga..... Allah tala appki har dua ko matlab har jayezzzzz dua ko .......kabool karye aur app ka anay wala har saal app k ley khusihan ley kar aye amin sum amin app ki behan sumaira
|
|
|
Post by Tanweer on Apr 15, 2008 1:19:32 GMT 5
Horiya jee! bohat dino k baad net par aaya aur apnay sukhanwar ka darwazah kholnay par mehfil mein aapki salgirah ka parha, go k mein late hon magar phir bhi meri janib say aapko bohat bohat mobarik ho salgirah. Dua hay k har qadam par khushiyan aur shadmaniyan aapka muqadar hon.
Tanweer
|
|