|
Post by Ghazalsara on Oct 24, 2008 5:06:15 GMT 5
|
|
zaki
sukhanshanas
Posts: 446
|
Post by zaki on Oct 24, 2008 11:51:01 GMT 5
Allah pak marhoom ko jawar-e-rahmat mein jaga atta farmaaye aur pasmandgaan ko sabr-e-jameel att farmaye........Ameen!
|
|
jooni
sukhanshanas
Posts: 480
|
Post by jooni on Oct 24, 2008 15:51:21 GMT 5
Allah Kareem merhoom ki maghfirat ferma'ay aur un kay ehl-e-khana ko sabr-e-jameel ataa ferma'ay! Aameen.
|
|
|
Post by Rafi Tabasum on Oct 24, 2008 19:15:47 GMT 5
INNA LILLAH E WAINNA ELAIHERAEEOON
|
|
|
Post by Sukhanwar on Oct 25, 2008 10:29:42 GMT 5
jawaid shaheen ka poetry min aik munfarid diction tha aik shair yaad aa raha hay
khilonon ki dukaano raasta do meray bachay guzarna chaahtay hain
woh taraqi pasan d tehreek k sargarm rukn aur munoo bhai k qareebi dost thay aik taweel arsa unhon ny janoobi panjab main guzara khanewal muzaffargarh aur layaah main un k qayaam k doraan yahan ki adabi sargamion main boht ronaq rahi boht acha taaluk tha mayra un k saath boht udaas hua yeh khabar sun kar razi
|
|
|
Post by uzair143 on Oct 26, 2008 14:29:21 GMT 5
Allah pak marhoom ko jawar-e-rahmat mein jaga atta farmaaye aur pasmandgaan ko sabr-e-jameel att farmaye........Ameen!
|
|
|
Post by Atif Mirza on Nov 13, 2008 19:15:31 GMT 5
Inna Lillahi Wa Inna Ilaihi Raajioon
|
|