maya
rukn
Posts: 143
|
Post by maya on Sept 30, 2008 15:57:41 GMT 5
Mai faseel e shahar kay es paar hun na koi chara gar na nama bar mai shikasta pa mai shikasta tar sada be kaisay bulanad ho nagah be zamen sy uthay tu kiun kar main bay hunar yea daman e tar mai faseel e shahar kay es paar hun
waslam
Fatimah
|
|
|
Post by Rafi Tabasum on Oct 1, 2008 0:22:34 GMT 5
Wah Khoobsoorat nazm
|
|
|
Post by Sukhanwar on Oct 2, 2008 8:35:58 GMT 5
fatima boht achi baat ki aap nay khoobsoorat khyaal hy thanx razi
|
|
maya
rukn
Posts: 143
|
Post by maya on Oct 5, 2008 20:24:03 GMT 5
Razi sahab aur Rafi Sahab apki es hosla afazai ka shukria..
waslam
|
|
|
Post by dr.najma shaheen on Oct 8, 2008 0:04:42 GMT 5
ap ki nazmun mn khoobsurat soch melti hay
|
|
maya
rukn
Posts: 143
|
Post by maya on Nov 7, 2008 11:46:35 GMT 5
najma sahab
ap nay nazmain parhein aur pasandedgy ka ezhar keya. apki boht nawazish hay. waslam
Fatimah
|
|
|
Post by Meticulous on Jan 7, 2009 14:16:17 GMT 5
khoobsurat khayaal se bharpoor, aapki nazm buhat achhi lagi.
|
|