|
Post by Atif Mirza on May 14, 2008 18:53:46 GMT 5
sada jazboon ki numainda ghazal hay,rawayati bandish aur mauzaat ka rev ho tu us men mazaqa nahi magar dosri sorat mein zuaq ki taskeen nahi hoti. matla mein taqabul radeef ki waja say misra oola munasib nahi laga. aqeel Taareef aur tanqeed ka bahut shuriya. Aap apni baat maiN koi Comma, Full stop waghaira tau istemaal kia kijiay. Baat samajhnay maiN aasaani ho jaay gi. Shukriya
|
|