|
ARZOO
Jul 15, 2008 12:18:23 GMT 5
Post by sumanshah on Jul 15, 2008 12:18:23 GMT 5
|
|
|
ARZOO
Aug 6, 2008 23:36:14 GMT 5
Post by Sukhanwar on Aug 6, 2008 23:36:14 GMT 5
suman ji aap ki ghazal achi hy khyaalat umda magar behr k masaail hain kaai maqamaat par un par tawaja dijiay thanx razi
|
|
|
ARZOO
Aug 7, 2008 0:20:52 GMT 5
Post by Rafi Tabasum on Aug 7, 2008 0:20:52 GMT 5
wah achay khayalaat Suman g magar wohi
yooN behr say kharij hay keh khushki peh pari hay shaerooN maiN woh sakta hay keh kuch ho nahi sakta
|
|
zaki
sukhanshanas
Posts: 446
|
ARZOO
Sept 16, 2008 12:58:53 GMT 5
Post by zaki on Sept 16, 2008 12:58:53 GMT 5
Bahut Khoob Suman ji...... Razi sahib ne bilkul baja farmaya hai..... agar apko koi problem ho tu Mashaallah yahan per sab ustaad shura maujood hain app un se bhi rahnumai le sakti hain... Sada khush raheay aur likhti raheay.........
|
|
|
ARZOO
Sept 16, 2008 20:05:52 GMT 5
Post by Atif Mirza on Sept 16, 2008 20:05:52 GMT 5
Aji hum kia jaanaiN keh yeh shaeri kis balaa ka naam hai, Bus itna pata hai keh koi tawazun aur mosiqiyat say iss ka koi taalluq hota hai. Hum tau iss ka hi mashwara aap ko daiN gay keh inn cheezoN per tawajjah dijiay. Shaeri khud ho jaay gi.
|
|