|
Post by Sukhanwar on Jun 8, 2007 15:38:34 GMT 5
kisi ki fatah ka is waastay saaman nahin hotay keh hum barbaad hotay hain magar weeran nahin hotay
meri aankhon main aksar jhaankta hay us ko batlaao jo aanso dil main girtay hain ser-e miygaan nahin hotay
tery dharty pay har dukh kay liay tayyar rehtay hain kisi bhi haadsay per log ab hayraan nahin hotay
ghareeb-e-shehr kay dar par to ik dastak hi kaafi hay jahan dehleez hoti hay wahan darban nahin hotay
wahan kalian nahin khiltin wahan khushboo nahin hoti jahan maktal nahin sajtay jahan zindan nahin hotay
jab itni ayriaan ragreen koi chashma nahin phoota to phir kis kay liay ho jaain haum kurban nahin hotay
|
|
|
Post by Rafi Tabasum on Jun 8, 2007 23:02:04 GMT 5
kisi ki fatah ka is waastay saaman nahin hotay keh hum barbaad hotay hain magar weeran nahin hotay
meri aankhon main aksar jhaankta hay us ko batlaao jo aanso dil main girtay hain ser-e miygaan nahin hotay
tery dharty pay har dukh kay liay tayyar rehtay hain kisi bhi haadsay per log ab hayraan nahin hotay
ghareeb-e-shehr kay dar par to ik dastak hi kaafi hay jahan dehleez hoti hay wahan darban nahin hotay
wahan kalian nahin khiltin wahan khushboo nahin hoti jahan maktal nahin sajtay jahan zindan nahin hotay
jab itni ayriaan ragreen koi chashma nahin phoota to phir kis kay liay ho jaain haum kurban nahin hotay Razi bhai saray kay saray ash,aar khoobsoorat daad qabool farmaiay
|
|
|
Post by khalid on Jun 9, 2007 6:49:17 GMT 5
bohot khoob razi bhaii!
maasha allaah aap bhi aik ba zameer, derd mand aur hub e watan likhaari haiN! aaj ke haalaat per jo chup saadh ley, meirey nazdeek apne fan se insaaf nahiN ker raha!
aik khoob soorat aur ba maqsad ghazal kehne per dili daad haazir hai!!!
khaalid!
|
|
|
Post by shahkaar on Jun 10, 2007 21:13:36 GMT 5
razi bhai
adaab
buhut khubsoorat ghazal share ke aap ne,
meri aankhon main aksar jhaankta hay us ko batlaao jo aanso dil main girtay hain ser-e miygaan nahin hotay
tery dharty pay har dukh kay liay tayyar rehtay hain kisi bhi haadsay per log ab hayraan nahin hotay
matlaa buhut khoob he.
shukria ham se share kernay ka.
|
|
|
Post by HASIB RANA on Jun 11, 2007 0:04:43 GMT 5
kisi ki fatah ka is waastay saaman nahin hotay keh hum barbaad hotay hain magar weeran nahin hotay
meri aankhon main aksar jhaankta hay us ko batlaao jo aanso dil main girtay hain ser-e miygaan nahin hotay
tery dharty pay har dukh kay liay tayyar rehtay hain kisi bhi haadsay per log ab hayraan nahin hotay
ghareeb-e-shehr kay dar par to ik dastak hi kaafi hay jahan dehleez hoti hay wahan darban nahin hotay
wahan kalian nahin khiltin wahan khushboo nahin hoti jahan maktal nahin sajtay jahan zindan nahin hotay
jab itni ayriaan ragreen koi chashma nahin phoota to phir kis kay liay ho jaain haum kurban nahin hotay ghareeb-e-shehr kay dar par to ik dastak hi kaafi hay jahan dehleez hoti hay wahan darban nahin hotay
BOHAT KHOOB RAZI SAHEB ............ BOHAT KHOOB ALFAZ NAHEEN HAYIN MERE PASS DAD K LEY WISH U ALL THE BEST
[/COLOR][/SIZE]
|
|
|
Post by Sukhanwar on Jun 11, 2007 13:48:22 GMT 5

jab itni ayriaan ragreen koi chashma nahin phoota to phir kis kay liay ho jaain haum kurban nahin hotay Razi bhai saray kay saray ash,aar khoobsoorat daad qabool farmaiayshukria rafi sahib razi
|
|
|
Post by Sukhanwar on Jun 11, 2007 13:52:53 GMT 5
bohot khoob razi bhaii!
maasha allaah aap bhi aik ba zameer, derd mand aur hub e watan likhaari haiN! aaj ke haalaat per jo chup saadh ley, meirey nazdeek apne fan se insaaf nahiN ker raha!
aik khoob soorat aur ba maqsad ghazal kehne per dili daad haazir hai!!!
khaalid! khalid sahib ghazal pasand karnay ka shukria yeh ghazal zia ul haq k daur main kahi thee aur aaj aik taweel arsay baad bhi taza mehsoos hoti hy kamaal is main ghazal sy ziaada shaid hamaray hukmraanon ka hy jinhon ny halaat ko tabdeel nahin honay dia ..hamari ghazlon ko puraana nahin honay dia thanx razi
|
|
|
Post by Sukhanwar on Jun 11, 2007 13:54:54 GMT 5
razi bhai adaab buhut khubsoorat ghazal share ke aap ne, meri aankhon main aksar jhaankta hay us ko batlaao jo aanso dil main girtay hain ser-e miygaan nahin hotay tery dharty pay har dukh kay liay tayyar rehtay hain kisi bhi haadsay per log ab hayraan nahin hotay matlaa buhut khoob he. shukria ham se share kernay ka. waqar sahib ghazal pasand karnay ka shukria
|
|
|
Post by Sukhanwar on Jun 11, 2007 13:56:00 GMT 5
kisi ki fatah ka is waastay saaman nahin hotay keh hum barbaad hotay hain magar weeran nahin hotay
meri aankhon main aksar jhaankta hay us ko batlaao jo aanso dil main girtay hain ser-e miygaan nahin hotay
tery dharty pay har dukh kay liay tayyar rehtay hain kisi bhi haadsay per log ab hayraan nahin hotay
ghareeb-e-shehr kay dar par to ik dastak hi kaafi hay jahan dehleez hoti hay wahan darban nahin hotay
wahan kalian nahin khiltin wahan khushboo nahin hoti jahan maktal nahin sajtay jahan zindan nahin hotay
jab itni ayriaan ragreen koi chashma nahin phoota to phir kis kay liay ho jaain haum kurban nahin hotay ghareeb-e-shehr kay dar par to ik dastak hi kaafi hay jahan dehleez hoti hay wahan darban nahin hotay
BOHAT KHOOB RAZI SAHEB ............ BOHAT KHOOB ALFAZ NAHEEN HAYIN MERE PASS DAD K LEY WISH U ALL THE BEST
[/COLOR][/SIZE][/quote] haseeb sahib bohat muhabat aap ki thanx razi
|
|
|
Post by HASIB RANA on Jun 13, 2007 14:59:10 GMT 5
ghareeb-e-shehr kay dar par to ik dastak hi kaafi hay jahan dehleez hoti hay wahan darban nahin hotay
BOHAT KHOOB RAZI SAHEB ............ BOHAT KHOOB ALFAZ NAHEEN HAYIN MERE PASS DAD K LEY WISH U ALL THE BEST
[/COLOR][/SIZE][/quote] haseeb sahib bohat muhabat aap ki thanx razi[/quote] U WEL COME DEAR MAY ALLAH BLESS U
[/COLOR][/SIZE]
|
|
|
Post by loveable on Jun 22, 2007 17:29:46 GMT 5
kisi ki fatah ka is waastay saaman nahin hotay keh hum barbaad hotay hain magar weeran nahin hotay
meri aankhon main aksar jhaankta hay us ko batlaao jo aanso dil main girtay hain ser-e miygaan nahin hotay
tery dharty pay har dukh kay liay tayyar rehtay hain kisi bhi haadsay per log ab hayraan nahin hotay
ghareeb-e-shehr kay dar par to ik dastak hi kaafi hay jahan dehleez hoti hay wahan darban nahin hotay
wahan kalian nahin khiltin wahan khushboo nahin hoti jahan maktal nahin sajtay jahan zindan nahin hotay
jab itni ayriaan ragreen koi chashma nahin phoota to phir kis kay liay ho jaain haum kurban nahin hotay ghareeb-e-shehr kay dar par to ik dastak hi kaafi hay jahan dehleez hoti hay wahan darban nahin hotay Bohat Khob RAZI Jee ... Nice Poetry
|
|
|
Post by Sukhanwar on Jun 22, 2007 23:07:01 GMT 5
kisi ki fatah ka is waastay saaman nahin hotay keh hum barbaad hotay hain magar weeran nahin hotay
meri aankhon main aksar jhaankta hay us ko batlaao jo aanso dil main girtay hain ser-e miygaan nahin hotay
tery dharty pay har dukh kay liay tayyar rehtay hain kisi bhi haadsay per log ab hayraan nahin hotay
ghareeb-e-shehr kay dar par to ik dastak hi kaafi hay jahan dehleez hoti hay wahan darban nahin hotay
wahan kalian nahin khiltin wahan khushboo nahin hoti jahan maktal nahin sajtay jahan zindan nahin hotay
jab itni ayriaan ragreen koi chashma nahin phoota to phir kis kay liay ho jaain haum kurban nahin hotay ghareeb-e-shehr kay dar par to ik dastak hi kaafi hay jahan dehleez hoti hay wahan darban nahin hotay Bohat Khob RAZI Jee ... Nice Poetry ghazal pasand karnay ka shukria janab
|
|
|
Post by ibnesiddique on Jun 24, 2007 16:09:22 GMT 5
Razi bhai
salaam arz hai
lutf aa gayaa aap ki ghazal paRh ker. her she'r aik se baRh ker aik hai.
is khoobsurat ghazal per meri jaanib se muraqqa-e-daad-o-teHseen qubool farmaaiye.
Amjad
|
|
|
Post by Sukhanwar on Jun 25, 2007 13:14:11 GMT 5
Razi bhai salaam arz hai lutf aa gayaa aap ki ghazal paRh ker. her she'r aik se baRh ker aik hai. is khoobsurat ghazal per meri jaanib se muraqqa-e-daad-o-teHseen qubool farmaaiye. Amjad amjad bhai bohat shukria aap ki muhabatain mera sarmaya hain thanx razi
|
|
|
Post by Aqeel Malik on Jun 26, 2007 16:03:27 GMT 5
bahut khoobsorat ghazal hay dad qabool kejeay
|
|