|
Post by riaz ahmed saraa on Jun 24, 2011 13:53:33 GMT 5
tu jis ko pagal kehta hai tujhe apna har pal kehta hai
kaya lutf bhala sajan ke bina barsaat ka badal kehta hai
tira meet milan kab aa'ae gaa mujhe chaand mukammal kehta hai
hai shaam haseen saweeray se tire nain ka kaajal kehta hai
hai vo farzaanaa ya vo deevaanaa jo shehr ko jangal ko jangal kehta hai
dushvaar bhulaana hai usko mujhe ishq musalsal kehta hai
kayaa zikr saraa ka karte ho har sh'r vo akmal kehta hai
|
|
|
Post by riaz ahmed saraa on Jun 18, 2011 21:57:31 GMT 5
jab keh ke riaz us se sa r e bazm pukaara ban ban ke ka''ii look ma'ree naam ke uthay
|
|
|
Post by riaz ahmed saraa on Jun 18, 2011 21:56:28 GMT 5
ham kahaan ke dana thay kis hunar mein uakta thay esabab hu'a ghalib dushman aasmaan aamaan aapna
|
|
|
Post by riaz ahmed saraa on Jul 31, 2009 17:36:46 GMT 5
saagira mubarak ho meena ji
|
|
|
Post by riaz ahmed saraa on Jul 24, 2009 16:02:08 GMT 5
daad qubool kiji'ae
|
|
|
Post by riaz ahmed saraa on May 23, 2008 17:40:41 GMT 5
Asslam o Alaikum
aapko is bazm mein daikh kar intahaaii khuhi mehoos ho rahi hai. aapko dil ki athaah gehraaioon se khush aamdeed kehtey hain umeed hai ham aapke kalaam se mustafeed hote rahain ge
Riaz Saraa
|
|
|
Post by riaz ahmed saraa on Apr 11, 2008 0:25:05 GMT 5
Hooria behn
asslaam o Alaikum
mairy taraf se aapko saalgirah ka din mubarak ho du'a hai k Allah tumhain hamisha khush o khurram rakhkhe aameen
du'ago
Riaz
|
|
|
Post by riaz ahmed saraa on Mar 21, 2008 23:30:16 GMT 5
saalgirah mubaarak ho waqaar sahib
|
|
|
Post by riaz ahmed saraa on Mar 21, 2008 23:27:07 GMT 5
daad qubool kiji'ae anmol sahiba
|
|
|
Post by riaz ahmed saraa on Mar 8, 2008 0:05:09 GMT 5
bohat khoob
|
|
|
Post by riaz ahmed saraa on Mar 4, 2008 0:09:06 GMT 5
aasifa simran sahiba
mairy taraf se bhi saalgira qubool farmaa'iae
Riaz
|
|
|
Post by riaz ahmed saraa on Mar 3, 2008 23:50:32 GMT 5
Rafi sahib
dili du'a hai k Allah aapko mukammal sehat se nawaaze aur aapki tashweesh jald az jald khatm aameen
du'ago
Riaz
|
|
|
Post by riaz ahmed saraa on Mar 2, 2008 17:30:51 GMT 5
naz ghazal sahiba
aadaab
saalgira mubaarak ho
Riaz
|
|
|
Post by riaz ahmed saraa on Mar 2, 2008 17:26:46 GMT 5
Reena sahiba
aadaab
mairy taraf se bhi aapko saalghira mubarak ho
Riaz
|
|
|
Post by riaz ahmed saraa on Feb 29, 2008 0:03:56 GMT 5
hukoomat dhaandali se silsile mein jo kar sakti thi kia laikan awaam ki nafrat ka shikaar hu'ii
|
|