|
Post by shahkaar on Dec 5, 2007 23:23:14 GMT 5
Adaab Aik nazm dostoon ki khidmat hazir he . wassalam
|
|
|
Post by Rafi Tabasum on Dec 6, 2007 4:40:11 GMT 5
Shahkaar ji achay khyalat magar shaid mujhay behr samjh maiN nahi aa saki Niaz swaati sahib ka aik shaer yaad aa gia
aao ab dhanda karaiN mil kay siasat ka niaz gaoN maiN likha parha tu bhi nahi, maiN bhi nahi
hay yehi behtar na tang apni araiN darmiaN waqa,ay say ashnaa tu bhi nahi, maiN bhi nahi
|
|
|
Post by Sukhanwar on Dec 23, 2007 18:44:21 GMT 5
waqar aap k khyalat umda hain magar behr main nahin koshish jaari rakhiay thanx razi
|
|
|
Post by kanwal on Dec 24, 2007 3:26:12 GMT 5
wah bohat khoob jee ,.... daad e guL aapki nazR ,...
|
|
|
Post by Atif Mirza on Jan 20, 2008 17:30:18 GMT 5
Ajee Wah! Kia khayalaat haiN waqar sahib. Behr ka kabaRa tau khoob achha hai . Razi sahib ki naseehat per amal kar kay koshish jari rakhiyay. Blkeh Lagy Raho Waqar Bhai!
|
|
zaamin
ibtidaai rukn
Posts: 69
|
Post by zaamin on Jan 22, 2008 2:33:13 GMT 5
bahut khoob daad qabool farmaayein zaamin
|
|
|
Post by Atif Mirza on May 9, 2008 18:16:09 GMT 5
MaiN nay suna hai aap say keh aap nay shaeri say tauba kar kay nasr kay maidaan maiN apna khaima gaaR liya hai, Aur kissi ko khushi ho ya na ho, mujhay zaroor hai keh koi tau hai jo iss field maiN aik vecuume ko cover karnay ki khatir nikla hai.......
|
|