|
Post by kanwal on Sept 13, 2007 2:12:42 GMT 5
Meri Dua hai ke Khuda yeh Ramzan ul Mubarak sab ke liye ba barkat aur be shumar fazail le ke aaye, aur Khuda wand e kareem humeiN iss Mubarak mahine ke tamaam haQooq adaa karne ki taufeeQ bakhshe ,....
|
|
|
Post by Rafi Tabasum on Sept 13, 2007 11:27:42 GMT 5
Hamari janib say bhi tmaam aalam e islaam ko ramzan ulmubarak ki aamad par mubarak
Aaj daekha hay Tabasum chaand maah e paak ka inqelaab e zindagi ka phir maheena aa gia
|
|