|
Post by Sukhanwar on Apr 19, 2009 13:35:41 GMT 5
|
|
maya
rukn
Posts: 143
|
Post by maya on Apr 21, 2009 13:32:18 GMT 5
salam razi sahab
Jis shakisiyatt kay baray main prah kar dil main qarrar utray wo sahab e kamal tu ho ga he.jinhien Ujlay logoun ka sath moyassr rehata hay wo be baa naseeb hain.
waslam fatimah
|
|
|
Post by Sukhanwar on Apr 21, 2009 23:43:54 GMT 5
salam razi sahab Jis shakisiyatt kay baray main prah kar dil main qarrar utray wo sahab e kamal tu ho ga he.jinhien Ujlay logoun ka sath moyassr rehata hay wo be baa naseeb hain. waslam fatimah aap ny drust kaha fatima k main khush qismat hoon jisay bhapla sahab jaysi azeem shakhsiaat ki rafaqat naseeb hui
|
|
|
Post by Atif Mirza on Apr 22, 2009 19:42:02 GMT 5
Razi Bhai! Kamal ki saadgi thi uss banday maiN. Itna baRa aadmi jiss nay dhoti, kurtay aur paggaR maiN khud ko kabhi chota mehsoos nahiN kia. Sahih maanoN maiN gharoor ki nafi thay Bhapla sahib! Allah maghfirat karay.
|
|
|
Post by Sukhanwar on Apr 22, 2009 23:19:18 GMT 5
Razi Bhai! Kamal ki saadgi thi uss banday maiN. Itna baRa aadmi jiss nay dhoti, kurtay aur paggaR maiN khud ko kabhi chota mehsoos nahiN kia. Sahih maanoN maiN gharoor ki nafi thay Bhapla sahib! Allah maghfirat karay. boht azeem insan thay un ki kami hamaysha mehsoos ho gi
|
|