neha
rukn
Posts: 239
|
Post by neha on Dec 11, 2008 18:11:23 GMT 5
"Dil -e-naada'n tujhay hua kia hai" Har ghari uss ko sochta kia hai
Mein nay sab kuch tou tujh pay war dia Mere paas abb bhala bacha kia hai
Kiun kadak is qadar hai lehjay main Rob kesa hai dabdaba kia hai
Guzray waqton ki sab ye batain hain Kajrawai main abb rakha kia hai
Amn dharti say uth gaya kiun kar Jang kesi yeh tafriqa kia hai
Dhadkano'n main jo bolta hai meri Janay hai kon, chaahta kia hai
Inkisaari sii inkisaari hai Yaa Elaahi ye maujiza kia hai
Unginat khwaab aur mein Neha Aur abb iss k maasiwa kia hai
|
|
|
Post by Aqeel Malik on Dec 12, 2008 16:14:07 GMT 5
Neha ap nay girha umda lagae hay dad qabool kejeay
|
|
neha
rukn
Posts: 239
|
Post by neha on Dec 12, 2008 16:19:00 GMT 5
Neha ap nay girha umda lagae hay dad qabool kejeay Shukriya Aqeel sahab
|
|
zaki
sukhanshanas
Posts: 446
|
Post by zaki on Dec 12, 2008 16:35:52 GMT 5
Bahut khoob Neha ji.... Sharing bahut passand aii ... Sada khush raheay....
|
|
jooni
sukhanshanas
Posts: 480
|
Post by jooni on Dec 13, 2008 0:16:49 GMT 5
Boht Khoob Neha Sahiba.
Boht si DaaD hazir hai.
|
|
neha
rukn
Posts: 239
|
Post by neha on Dec 13, 2008 22:00:10 GMT 5
Bahut khoob Neha ji.... Sharing bahut passand aii ... Sada khush raheay.... Bohut shukriya Zaki Sahab
|
|
neha
rukn
Posts: 239
|
Post by neha on Dec 13, 2008 22:01:18 GMT 5
Boht Khoob Neha Sahiba. Boht si DaaD hazir hai. Thanx Jooni sahab
|
|
|
Post by ramishjaan on Jan 9, 2009 11:47:59 GMT 5
AOA neha je umda kalam hamesha ki tarha sadgi ke sath umda bat kehti hai,n ap bohat sari dad qabol ki jiye waslam mukhlis ramishjaan[/color]
|
|
|
Post by Sukhanwar on Jan 11, 2009 13:09:29 GMT 5
neha ji khoobsoorat kalaam hy aap ka thanx razi
|
|
|
Post by tmasood on Jan 12, 2009 16:07:32 GMT 5
Nehaa jee
bohat mazaah aaya aap kaa kalaam paRh ker is main bohat se Mazaameen baandhe haiN aap ne
aik aik shaer pasand aaya
rawaan khoobSurat
sab hi khoob haiN
dilee daad haazir hai
|
|
neha
rukn
Posts: 239
|
Post by neha on Jan 16, 2009 22:18:25 GMT 5
neha ji khoobsoorat kalaam hy aap ka thanx razi Bohut shukriya Razi bhai.
|
|
neha
rukn
Posts: 239
|
Post by neha on Jan 16, 2009 22:20:21 GMT 5
AOA neha je umda kalam hamesha ki tarha sadgi ke sath umda bat kehti hai,n ap bohat sari dad qabol ki jiye waslam mukhlis ramishjaan[/color] Thanx Ramish sahab
|
|
neha
rukn
Posts: 239
|
Post by neha on Jan 16, 2009 22:22:08 GMT 5
Nehaa jee
bohat mazaah aaya aap kaa kalaam paRh ker is main bohat se Mazaameen baandhe haiN aap ne
aik aik shaer pasand aaya
rawaan khoobSurat
sab hi khoob haiN
dilee daad haazir hai Bohut shukriya janab..
|
|
|
Post by Meticulous on Jan 16, 2009 22:56:58 GMT 5
aapka kalaam buhat pasand aaya..daad hazir hai.
|
|
neha
rukn
Posts: 239
|
Post by neha on Jan 17, 2009 0:18:09 GMT 5
aapka kalaam buhat pasand aaya..daad hazir hai. Thanx a lot
|
|