|
Post by Sukhanwar on Feb 9, 2009 23:23:27 GMT 5
sukhanwar ki rukn aur maroof shaira nazghazal sahiba aaj kul computer ki adam dastyaabi k baais sukhanwar forum main nahin aa rahin laykin woh fone k zariay forum k baaray main agaahi haasil karti rehti hain naz ghazal sahiba nay aaj khaas taur par humain kaha hy k hum un ki jaanib sy sab ko salaam dain aur doston ko bataain k woh is bazm ko miss karti hain aur jald hamaray darmyaan mojood hon gee thanx razi
|
|
shaira
ibtidaai rukn
Posts: 29
|
Post by shaira on Feb 10, 2009 20:21:03 GMT 5
Walekum salaam naz, bohat din baad yehan aana houa aur aapka salaam humein pahunch gaya jald aiye hum bhi aapko miss kar rahe hain. sara
|
|
jooni
sukhanshanas
Posts: 480
|
Post by jooni on Feb 11, 2009 13:36:00 GMT 5
Naz Sahiba,
Meri traf se bhi aap tak Amn-o-Slamti ki Dua pohnchay.
Boht Shukriya.
|
|
|
Post by Atif Mirza on Feb 11, 2009 19:20:11 GMT 5
Wa Alaikum-us-Salam! Jeeti rahiay aur khush rahia Naz Ghazal ji! Iss kay maani tau yeh huway keh aap sub forums say ghaeb hoN gi! Bahar Haal Miltay haiN break kay baad!
|
|
|
Post by Tanweer on Feb 12, 2009 19:59:41 GMT 5
Naz Ghazal sahiba!
Jahan bhi rahiey, jaisay bhi rahiey, khush baash aur shadaan rahiey, Sukhanwar aik aisi maala hay jiska har member aik moti ki tarah aik doosray say pewasta hay, ye waqati dooriyan hamaray rishtay aur mazboot karti hain.
aapka salam ba^wisatat Razi bhaee ham tak phoncha, ham nay wasool kiya.
miltay hain phir aik brake k baad.
Tanweer
|
|
|
Post by ramishjaan on Feb 15, 2009 22:21:04 GMT 5
walekum salam R WB RAzi bhai shurkiya naz ji ka salam hum tak pohanchane ka aendaap ki bat ho to meri jainb se bohat salam aur doau,n ka tohfa di jyie unhe waslam mukhlis ramishjaan
|
|