|
Post by Atif Mirza on Jan 21, 2009 23:15:56 GMT 5
Haray dost aur Sukhanwar kay moaziz rukn Mubashir Saeed aaj kal Pakistan aay huway haiN.Un ka taalluq Multan (Markaz-e-Sukhanwar) say hai! UnhaiN ghar aanay ki khushi maiN hum bhi shareek haiN aur unhaiN khush aamdeed kehtay haiN. Insha Allah aik do roz maiN un k ezaz maiN Mushaera munqid kia jaay ga.
|
|
|
Post by Sukhanwar on Jan 22, 2009 15:13:10 GMT 5
Haray dost aur Sukhanwar kay moaziz rukn Mubashir Saeed aaj kal Pakistan aay huway haiN.Un ka taalluq Multan (Markaz-e-Sukhanwar) say hai! UnhaiN ghar aanay ki khushi maiN hum bhi shareek haiN aur unhaiN khush aamdeed kehtay haiN. Insha Allah aik do roz maiN un k ezaz maiN Mushaera munqid kia jaay ga. mubashir sahab aaj multan main hain aaj sham hamari un sy mulaqat bhi ho gi aur hum un sy guzarish karain gy k woh kul sukhanwar ki mehfil e dostan main tashreef laain thanx razi
|
|