zaki
sukhanshanas
Posts: 446
|
Post by zaki on Jan 13, 2009 15:03:48 GMT 5
Salam Atif bhai ...
Hum sab Allah ka hazoor dua go hain keh Allah Pak Walida Mohtarma ko Jald az jald Sehat kamla atta farmaye.. Ameen
|
|
|
Post by kanwal on Jan 16, 2009 0:37:42 GMT 5
humari duaeiN Aapke saath haiN Atif jee ,...
Khuda sehat e kaamil ki nemat ataa kare Aapki Walida ko, ...
|
|
|
Post by Atif Mirza on Jan 26, 2009 19:34:27 GMT 5
AOA Atif mirza bhai bohat khushi hoi jaan kar ke walda ki tabiyat behtar he DUAA he ke ALLHA talla unhe sehate kamla o ajla atta farmye aur ta deer un ka shafqat bhara saya ap ke saro par qayem rahe ameen suma ameen Ramish Bhai! Khushi aarzi sabit huwi aur walida ki sehat aaj kal phir kharaab hai.
|
|
|
Post by Atif Mirza on Jan 26, 2009 19:35:42 GMT 5
Atif Bhai, Adaab. Kuchh din forum per aana na ho saka. aaj aatay hi aap Walidah Sahiba ki kharabi-e-Sehat ki khabar parhi. ALLAH Ta'ala un ko sehat-e-kaamila ataa ferma'ay! Aameen. Jooni Bhai Dua ka shukriya! Allah taalaa aap sub dostoN ki duaieN qabool karay, Aameen!
|
|
|
Post by Atif Mirza on Jan 26, 2009 19:36:55 GMT 5
Salam Atif bhai ... Hum sab Allah ka hazoor dua go hain keh Allah Pak Walida Mohtarma ko Jald az jald Sehat kamla atta farmaye.. Ameen Zaki bhai shukriya aur mazeed dua kijiay ga!
|
|
|
Post by Atif Mirza on Jan 26, 2009 19:38:10 GMT 5
humari duaeiN Aapke saath haiN Atif jee ,...
Khuda sehat e kaamil ki nemat ataa kare Aapki Walida ko, ... DuaoN ka shukriya Mohtarma, mazeed duaieN darkaar haiN.
|
|