maya
rukn
Posts: 143
|
Post by maya on Dec 1, 2008 14:02:08 GMT 5
koi tu hota Jo sath chalta Jo sarhadien hain khamshi ki un pay ja kay ek din wo meray andar ka shoor sunta ba goor sunta koi tu hota .........
Fatimah
|
|
|
Post by Rafi Tabasum on Dec 1, 2008 23:43:26 GMT 5
Khoobsoorat Nazm
Fatima g aik shaer arz hay
ham haiN sha,ir hamaray seenay maiN shoor hota hay shar nahi hota
|
|
jooni
sukhanshanas
Posts: 480
|
Post by jooni on Dec 2, 2008 1:39:30 GMT 5
Boht Umdah.
Daad qubool kijiye Fatima Sahiba.
|
|
|
Post by Sukhanwar on Dec 8, 2008 0:30:48 GMT 5
koi tu hota Jo sath chalta Jo sarhadien hain khamshi ki un pay ja kay ek din wo meray andar ka shoor sunta ba goor sunta koi tu hota ......... Fatimah fatima ji aap ki nazm boht pasand aai andar ka shor hamaray honay ka saboot hy khush qismat hain wo log jo apnay andar ka shor sun paatay hain aap ki nazm par boht see daad thanx razi
|
|
maya
rukn
Posts: 143
|
Post by maya on Dec 8, 2008 16:58:06 GMT 5
Khoobsoorat Nazm Fatima g aik shaer arz hay ham haiN sha,ir hamaray seenay maiN shoor hota hay shar nahi hota Jee Rafi tabsaum sahab apka shyer acha laga.bohat nawazish apki.hosla afzai ka bay had shukria. waslam Fatimah
|
|
maya
rukn
Posts: 143
|
Post by maya on Dec 8, 2008 17:15:52 GMT 5
koi tu hota Jo sath chalta Jo sarhadien hain khamshi ki un pay ja kay ek din wo meray andar ka shoor sunta ba goor sunta koi tu hota ......... Fatimah fatima ji aap ki nazm boht pasand aai andar ka shor hamaray honay ka saboot hy khush qismat hain wo log jo apnay andar ka shor sun paatay hain aap ki nazm par boht see daad thanx razi Jee Razi Sahab andar ka shoor sata ta be bohat hay.mgr agr apnay honay ka ehsas esi sy paywasta hay tu yea qeemat zeada bari be nahi...bas dil ko quwat ata rahay. apki es hosla afzai ka bay had shukria. waslam Fatimah
|
|
maya
rukn
Posts: 143
|
Post by maya on Dec 8, 2008 17:19:25 GMT 5
Boht Umdah. Daad qubool kijiye Fatima Sahiba. Junaid Sahab! apkay es ezhar ka shukria. waslam Fatimah
|
|