|
Post by Ghazalsara on Nov 27, 2008 8:19:55 GMT 5
|
|
|
Post by Sukhanwar on Nov 27, 2008 13:05:55 GMT 5
kisi bhi shairi majmooay ki ishaat par doston ko mubarak baad dee jaati hay samajh nahin aa raha k is kitab ki ishaat par mubarak baad dee jaay ya taaziat ka izhaar kia jaay naveed aap jaysay dost sub ko muyassar aanay chaahian .. marnay waalon ko zinda rakhna hi asl zindagi hy thanx razi
|
|
|
Post by shahkaar on Nov 27, 2008 22:28:05 GMT 5
Razi bhai aur naveed saheb
saheb e kitaab kay baray mein kuch bataye .
razi bhai ka javab parh kar confusion hoye.
|
|
|
Post by Rafi Tabasum on Nov 27, 2008 23:32:40 GMT 5
Naveed sahib Acha kia aap dostooN nay mill kar Anwar sahib ko daubara zinda kia INSHA ALLAH taqreeb maiN zaroor shirkat karaiN gay
|
|
|
Post by Sukhanwar on Nov 27, 2008 23:48:07 GMT 5
Razi bhai aur naveed saheb saheb e kitaab kay baray mein kuch bataye . razi bhai ka javab parh kar confusion hoye. waqar bhai anwar gul sahab ka lodhran sy taaluk tha un ka isi saal august main intqaal hua naveed nay un ka shairi majmooa un ki wafaat k baad muratab kia hy anwar gul k baaray main kuch thread asaasa main bhi mojood hain thanx razi
|
|
|
Post by Atif Mirza on Dec 1, 2008 23:39:23 GMT 5
Aisay moqay per kia kehtay haiN?
|
|