maya
rukn
Posts: 143
|
Post by maya on Sept 28, 2008 13:06:35 GMT 5
Na tahar sakoun na chal sakoun yea safar hay ya main muqeem hun... na semat sakoun na bhikhar sakoun hay yea shikastgy ya ehsas e wajood hy... na suna sakoun na chupa sakoun hy mujay hukam e khamshi ya hasil izn e bayan hy... na jala sakoun na bujha sakoun charage jaan mai talab nahi ya ata ka koi muqaam hay...
waslam
Fatimah
|
|
|
Post by dr.najma shaheen on Sept 28, 2008 16:14:46 GMT 5
bahut khoob
|
|
|
Post by Rafi Tabasum on Sept 28, 2008 18:58:32 GMT 5
khoobsoorat wahhhh
|
|
|
Post by uzair143 on Sept 28, 2008 23:29:55 GMT 5
bout khoob Uzair
|
|
|
Post by Sukhanwar on Oct 4, 2008 14:04:22 GMT 5
fatima boht acha khyaal hay go mago ki kayfiat ka bhar poor izhaar aik baychaargi ki kayfiat jo hum sab ka muqadar bun chuki hy boht khoob thanx razi
|
|
maya
rukn
Posts: 143
|
Post by maya on Oct 5, 2008 19:55:05 GMT 5
Salam
Rafi Sahab,Najma Sahiba,Uzair Sahab aur Razi Sahab aap sab kay es ezhar ka bohat shukria.
waslam
Fatimah
|
|
zaki
sukhanshanas
Posts: 446
|
Post by zaki on Nov 3, 2008 20:02:21 GMT 5
Bahut Khoobsorat Nazam Fatimah...... Thanks for sharing..........
Sada khush raheay...
|
|
maya
rukn
Posts: 143
|
Post by maya on Nov 7, 2008 11:44:10 GMT 5
Zaki sahab apka ka bohat shukria waslam
|
|