|
Post by Sukhanwar on Jul 16, 2008 0:12:47 GMT 5
ahmad faraz ka aik purana autograph aaj mujhy aik site say mila woh yahan post kar raha hoon faraz sahab aaj kal america main zair e ilaaj hain aur un k dono gurday nakaara ho chukay hain urdu ka aik boht eham shaair zindagi aur maut ki jang larr raha hy
|
|
|
Post by Zagham Abidi on Jul 16, 2008 15:37:10 GMT 5
razi bhai accha laga autogaraph daykh ker. allah faraz sahab ko sehat day zagham
|
|
|
Post by Atif Mirza on Jul 17, 2008 17:33:31 GMT 5
Bahut umda! Allah Faraz Sb ko seht day!
|
|
zaki
sukhanshanas
Posts: 446
|
Post by zaki on Feb 28, 2009 10:31:18 GMT 5
Bahut khoob Razi bhai...
|
|