|
Post by suhailabbaskhan on May 2, 2008 20:15:44 GMT 5
|
|
|
Post by Atif Mirza on May 3, 2008 17:59:01 GMT 5
Suhail Sahib maiN aap ki iss tasweer say ittefaq nahiN karta. Alfaaz ki tarteeb ulti honay ki wajah say kuch aur hi ban gaya hai. DOst faisla karaiN gaay.
|
|
|
Post by suhailabbaskhan on May 5, 2008 11:53:48 GMT 5
atif g aap khatat musawir hain or main saif aik adna naqaad mera calligraphy say kia taeluq yeh tu sirf aik idea tha keh lafzoon say tasweerain banain.aap ki baat yem khud man latay hain dostoon ko zehmat danay ki kia zarurat hay.yeh tu main nain computer main paint per taba azmaai ki thi.meer aman diliwalay(bagh o bahar walay) ka shaer hay na shaer hoon main or na shaer ka bhaii faqat main nay ki apni tabh azmaii behaal madad ka sukriya
|
|
|
Post by Sukhanwar on May 5, 2008 13:54:48 GMT 5
Suhail Sahib maiN aap ki iss tasweer say ittefaq nahiN karta. Alfaaz ki tarteeb ulti honay ki wajah say kuch aur hi ban gaya hai. DOst faisla karaiN gaay.
main to is say itifaaq karta hoon yeh aik musawir ki nahin alamkaar ki ikhtraa hay lafzon ko unhon ny apny dhub sy tarteeb dia hy thanx razi
|
|
|
Post by Atif Mirza on May 5, 2008 21:09:53 GMT 5
Bus tau phir maiN bhi koi dhun tarteeb day kar yahaN paish kar deta hooN. Iss jawaz kay saath keh maiN moseeqar nahiN laikin maiN nay apnay dhub say aik dhun tarteeb di hai..........
|
|